Top 50 Best 6th September Pakistan Defence Day Poetry in Urdu

Top 50 Famous 6th September Happy Pakistan Defence Day Shayari in Urdu. Youm-e-Difa Poetry in English. Latest 6 September Pakistan Defence Day SMS Poetry Messages & Quotes.

Viewers, this poetry collection is made on a memorable day of Pakistan which is called Defense Day. Pakistan Defense Day is celebrated every year on September 6, which is considered one of the most important events in the history of Pakistan. Friends, on September 6, 1965, the Indian Army crossed the borders of Pakistan for war without formal announcement. It was a time when the brave soldiers of Pakistan and the entire nation were strongly molded to defend their land Pakistan. As a result, Pakistan inflicted a crushing defeat on the Indian army, which was a humiliating defeat. That is why this day is celebrated every year till date to pay tribute to the Pakistani forces. We hope that you will like this 6th September Pakistan Defense Day poetry in Urdu collection and you will definitely share it with your friends to boost our morale. Below are uploaded images of Youm-e-Difa Pakistan Defence Day Shayari in Urdu. Please see below.

Top-50-Best-6th-September-Pakistan-Defence-Day-Poetry-in-Urdu
Top-50-Best-6th-September-Pakistan-Defence-Day-Poetry-in-Urdu
 

If you want to read or see more poetry then visit our website other pages related to poetry. Where you can get Urdu Poetry, Sad Poetry, Love Poetry, Barish Poetry, Ishq Poetry, Ehsas Poetry, Tea Poetry, Eyes Poetry, Romantic Poetry, Ansoo Poetry, Dard Poetry, Nafrat Poetry, Mehndi Poetry, Yaad Poetry, Muhabbat Poetry, Tanhai Poetry, Udas Poetry and much more on our website. Our website updating on daily basis related to poetry and quotes topics. Please subscribe to our website through email to receive updates on your email address.

6-september-defence-day
6-september-defence-day

میں جھکا نہیں میں بکا نہیں

کہیں چھپ چھپا کے کھڑا نہیں

جو ڈٹے ہوئے ہیں محاذ پر

مجھے ان صفوں میں تلاش کر

---()---

Mein Jhuka Nahi Mein Bakka Nahi
Kahin Choup Chhupa Ke Khara Nahi
Jo Datay Hue Hain Mahaaz Par
Mujhe Un Safoon Mein Talaash Kar
 

poetry-6-september-defence-day
poetry-6-september-defence-day


Auqaat Nahi Thi Zamane Ki Ke Hamari Qeemat Laga Satke
Watan Se Ishhq Kya Hum Ne Aur Muft Mein Nelaam Ho Gaye


6-september-defence-day-posters
6-september-defence-day-posters

Bharam Rakh Kar Mohabbat Ka Wafa Ki Shaan Ban Jao
Watan Par Jaan Day Kar Iss Watan Ki Jaan Ban Jao


6-september-defence-day-quotes
6-september-defence-day-quotes

Kisi Ne Kasar Nah Choari Hamein Mitanay Ki
Kkhuda Khud Muhafiz Raha Hamaray Har Zamane Mein


about-6-september-defence-day
about-6-september-defence-day
 

So Jao Azeezo Ke Faseelon Par Har Ik Simt
Hum Log Abhi Zindah O Bedaar Kharray Hain

essay-on-6-september-defence-day-of-pakistan-in-english
essay-on-6-september-defence-day-of-pakistan-in-english
 

Hamari Khaak Se Khushbu Watan Ki Aaye
Hamara Khoon Is Matti Ke Rang Mein Shaamil Hai


what-happened-on-6-september-defence-day
what-happened-on-6-september-defence-day

Yun To Har Rang Jachte Hai Barabar Hum Par
Magar Yonifam Mein Atay Hain To Chhaa Jatay Hain


6-september-defence-day-poetry-in-urdu
6-september-defence-day-poetry-in-urdu
 

ہر روز یہی تیاری کی ہے

میں نے موت سے یاری کی ہے

---()---

Har Roz Yahi Tayari Ki Hai
Mein Ne Mout Se Yaari Ki Hai


best-urdu-speech-on-6-september-defence-day
best-urdu-speech-on-6-september-defence-day

Hamaray Naam Se Hon Gi Rivaytain Zindah
Hamaray Hissay Mein Parcham Wafa Ka Aaya Hai


poetry-on-6-september-defence-day
poetry-on-6-september-defence-day

ہم تو اپنے ہنر میں آج بھی دم رکھتے ہیں

اُڑ جاتے ہیں رنگ لوگوں کے

جب ہم محفل میں قدم رکھتے ہیں

---()---

Hum To Apne Hunar Mein Aaj Bhi Dam Rakhtay Hain
Urr Jatay Hain Rang Logon Ke
Jab Hum Mehfil Mein Qadam Rakhtay Hain


defence-day-poetry
defence-day-poetry

اے پاک وطن، یہ وقت گواہی دے گا

جاں واری تھی جان وارے گے

تجھے اپنے لہو سے سنواریں گے

---()---

Ae Pak Watan, Yeh Waqt Gawahi Day Ga
Jaan Vari Thi Jaan Waaray Ge
Tujhe Apne Lahoo Se Sanwarain Ge


6-september-defence-day-poetry
6-september-defence-day-poetry

ٹوت سکتا ہوں مگر جھکنا نہیں منظور ہے

ہاں میں پاکستانی فوجی ہوں

مجھے اس بات کا فخر ہے

---()---

Tot Sakta Hon Magar Jhukna Nahi Manzoor Hai
Haan Mein Pakistani Fouji Hon
Mujhe Is Baat Ka Fakhr Hai


6-september-defence-day-speech-in-urdu
6-september-defence-day-speech-in-urdu

Yeh Wardi Ka Bharam Hai Ke
Pehnta Aam Sa Larka Hai Par Lagta Shehzada Hai


6-september-defence-day-pakistan
6-september-defence-day-pakistan

Hum Se Hum Kalaam Hona To Adab O Aadaab Se Hona
Lehjey Ki Talkhioun Ko Hum Mun Pay Maar Dete Hain


pakistan-6-september-defence-day
pakistan-6-september-defence-day

انکی سادگی انکی عاجزی انکی ہر ادا کمال ہے

مجھے فخر ہے مجھے ناز ہے

میری پاک فوج بے مثال ہے

---()---

Unki Saadgi Unki Aajzi Unki Har Ada Kamaal Hai
Mujhe Fakhr Hai Mujhe Naz Hai
Meri Pak Fouj Be Misaal Hai


6-september-defence-day-png
6-september-defence-day-png

Watan Ki Pasbani Jaan O Ayman Se Bhi Afzal Hai
Mein Apne Malik Ki Khatir Kafan Bhi Sath Rakhta Hon


6-september-defence-day-tribute-in-urdu
6-september-defence-day-tribute-in-urdu

کوئی رشتہ کوئی جذبہ نہ روک پائے ہمیں

اے وطن تیری مٹی جب بلائے ہمیں

---()---

Koi Rishta Koi Jazba Nah Rokkk Paye Hamein
Ae Watan Teri Matti Jab Bulaye Hamein


6-september-defence-day-english-png
6-september-defence-day-english-png

ہم سے شاہیں کہیں دُنیامیں نہ مل پائیں گے

اے شہادت تو کیا جام  ہے جو پلائے ہمیں

---()---

Hum Se Shahin Kahin Dnyamin Nah Mil Payen Ge
Ae Shahadat To Kya Jaam Hai Jo Pilaaye Hamein

golden-word-on-6-september-defence-day-tribute-in-urdu
golden-word-on-6-september-defence-day-tribute-in-urdu
 

پہاڑوں میں ،بیابانوں میں ،صحراوں  میں

کارگل کی جمی برف بھی گرمائے ہمیں

---()---

Pahoron Mein, Beyabano Mein, Sehraon Mein
Kargil Ki Jami Barf Bhi Grmaye Hamein


6-september-defence-day-pics-for-facebook-cover
6-september-defence-day-pics-for-facebook-cover
 

اُڑانوں میں ،زمانوں میں، فسانوں میں بھی ہیں

ہم وہاں ہیں جہاں کوئی نہ سوچ پائے ہمیں

---()---

Udanoo Mein, Zamanoon Mein, Fasano Mein Bhi Hain
Hum Wahan Hain Jahan Koi Nah Soch Paye Hamein


6-september-defence-day-fb-cover
6-september-defence-day-fb-cover

چند لمحوں میں فضاوں سے زمین بوس  کریں

عَدُو جب بھی جہاں جائے وہاں پائے ہمیں

---()---

Chand Lamhoon Mein Fizaon Se Zameen Bose Karen
Ado Jab Bhi Jahan Jaye Wahan Paye Hamein


6-september-defence-day-quotes-in-english
6-september-defence-day-quotes-in-english

Hum Chatanein Hain Koi Rait Ka Saahil Nahi
Shoq Se Shehar Panahoon Mein Laga Do Hum Ko


6-september-defence-day-speech-in-english
6-september-defence-day-speech-in-english

Apne Lahoo Se Roshan Kar Den Galian Iss Veraney Ki
Grcha Tang Bohat Theen Rahein Shehr-e-Wafa Ko Jane Ki
Jaan Thi Ik Jo Haazir Kar Di Phir Bhi Rahay Sharminda Se
Dil Walay Khud Hi Likh Len Ge Surkhi Is Afsaanay Ki


6-september-defence-day-meaning-in-urdu
6-september-defence-day-meaning-in-urdu

Khuda Kere Ke Meri Arz Pak Par Utray
Woh Fasal Gul Jisay Andesha Zawaal Nah Ho


6-september-defence-day-fb-covers
6-september-defence-day-fb-covers

Hum Uthte Hue Sooraj Se Milatay Hain Nazrain
Hum Guzri Hui Raat Ka Maatam Nahi Karte


6-september-defence-day-pic
6-september-defence-day-pic

 

Hum Jab Talwar Ke Qabzay Mein Kalayi Den Ge
Tairay Ajdaad Bhi Qabron Se Duhaaii Den Ge

 

6-september-defence-day-history
6-september-defence-day-history
 

Hum Shaheen Hain Pahoron Ke Hum Ghulami Nahi Karte
Sir Qalam Bhi Ho Jaye Par Hum Kabhi Sir Jhukaya Nahi Karte


goldan-word-on-6-september-defence-day-tribute-in-urdu
goldan-word-on-6-september-defence-day-tribute-in-urdu

Jo Mukhalif Hawa Ke Chaltay Hain Pair Apne Daba Ke Chaltay Hain
Un Sheron Ki Yeh Aadat Hai Sir Hamesha Uttha Kar Chaltay Hain


6-september-defence-day-status
6-september-defence-day-status


Ghalat Nahi Zamane Mein Lajawab Hain Hum
Samajh Nah Sakay Koi Aisi Kitaab Hain Hum


6-september-defence-day-dp
6-september-defence-day-dp

ٹَل نہ سکتے تھے اگر جنگ میں اُڑ جاتے تھے

پاوں شیروں کے بھی میدان سے اُکھڑ جاتے تھے

---()---

Tal Nah Satke Thay Agar Jung Mein Urr Jatay Thay
Paon Sheron Ke Bhi Maidan Se Ukhar Jatay Thay

 

pak-army-6-september-defence-day
pak-army-6-september-defence-day
 

خونِ دل دے کے نکھاریں گے رُخِ برَگ ِگلاب

ہم نے گلشن کے تحفظ کی قسم کھائی ہے

---()---

Khon-e-Dil Day Ke Nikhareen Ge Rukh E Barg Ghulaab
Hum Ne Gulshan Ke Tahaffuz Ki Qisam Khayi Hai


6-september-defence-day-background
6-september-defence-day-background

دو نیم ان کی ٹھوکر سے صحرا و دریا

سمٹ کر پہاڑ ان کی ہیبت سے رائی

---()---

Do Name Un Ki Thokar Se Sehraa O Darya
Simat Kar Pahar Un Ki Haibat Se Rai


6-september-defence-day-potery
6-september-defence-day-potery

Jawani Ki Maut Kis Ko Pasand Hai Sahib

Faqat Hum Na Maren Gay To Tum Kesy Jeo Gay?


speech-for-6-september-defence-day-in-urdu
speech-for-6-september-defence-day-in-urdu

Martay Hain, Uthte Hain, Par Kabhi Jhukatey Nahi
Ae Mere Watan, Tairay Yeh Laal Kabhi Bektay Nahi


6-september-defence-day-shayari-in-urdu
6-september-defence-day-shayari-in-urdu


information-about-6-september-defence-day-in-urdu
information-about-6-september-defence-day-in-urdu

Husn Ki Tareef Nahi Chahiye Mujh Ko
Mujhe Apne Se Ziyada Is Wardi Par Maan Hai


6-september-defence-day-documentary
6-september-defence-day-documentary

Nazar Daali Agar To Ne Mere Arz Pak Par
Hamara Wada Hai Dُshmn Teri Hasti Mita Deingay


Defence-Day-Shayari-Urdu-Youm-e-Difa-Poetry-in-English
Defence-Day-Shayari-Urdu-Youm-e-Difa-Poetry-in-English

وہ جن کے نصیبوں میں اپنوں سے دوری ہے

وہ جو ہمارے کل کے لیے آج قربان کر رہے ہیں

ان بے لوث سپاہیوں کو سلام

---()---

Woh Jin Ke Naseeboon Mein Apnon Se Doori Hai
Woh Jo Hamaray Kal Ke Liye Aaj Qurbaan Kar Rahay Hain
Un Be Los Sipahiyon Ko Salam


6-September-Happy-Defence-Day-Quotes-Poetry-in-Urdu
6-September-Happy-Defence-Day-Quotes-Poetry-in-Urdu

Dushman Kitni Bhi Sazishain Kar Len .
Afwaj Pakistan Se Qoum Ki La Zawaal Mohabbat Kam Nahi Kar Satke

 

Defence-Day-Youm-e-Difa-Pakistan-Messages
Defence-Day-Youm-e-Difa-Pakistan-Messages
 

اس کی خاطر ہم تو زخم لیتے ہیں

زخم لیتے بھی ہیں زخم سہتے بھی ہیں

---()---

Us Ki Khatir Hum To Zakham Letay Hain
Zakham Letay Bhi Hain Zakham Sahte Bhi Hain


Happy-Defence-Day-Shayari-in-English
Happy-Defence-Day-Shayari-in-English

شہیدان وطن کے حوصلے تھے دید کے قابل

وہاں پر شکر کرتے تھے جہاں پر صبرمشکل تھا

---()---

Shaheedan Watan Ke Hauslay Thay Deed Ke Qabil
Wahan Par Shukar Karte Thay Jahan Par Sabar Mushkil Tha


Youm-e-Difa-6-September-SMS-Poetry-Messages
Youm-e-Difa-6-September-SMS-Poetry-Messages

Dil Say Nikly Gi Na Mar Kar Bhi Watan Ki Ulfat

Meri Mitti Say Bhi Khusboye Wafa Aye Gi


Latest-Pakistan-Defence-day-sms-2022
Latest-Pakistan-Defence-day-sms-2022

Sarfroshi Ki Tamanna Ab Hamary Dil Main Hai

Dekhna Hai Zor Kitna Bazoye Qatil Me Hai 


6-september-poetry-in-urdu-sms
6-september-poetry-in-urdu-sms
 

Roti Nahi Kabhi Shaheedon Se Lapat Kar
Yeh Hosla Mere Watan Ki Maon Mein Hai


6-september-poetry-in-urdu
6-september-poetry-in-urdu

Uqaabon Ke Tasallut Par Fizayen Fakhr Karti Hain
Khudi Ke Raaz Daano Par Duayen Fakhr Karti Hain
Batan Se Jin Ke Betay Peda Hon Mahmood Aalam Se
Woh Dharti Sir Uthaati Hai Woh Maaen Fakhr Karti Hain


6-september-poetry
6-september-poetry

Watan Ke Jaan Nisar Hain Watan Ke Kaam Ayen Ge
Hum Is Zamee Ko Aik Roz Aasmaa Banayen Ge


Poetry-on-Defence-Day-Youm-e-Difa-e-Pakistan
Poetry-on-Defence-Day-Youm-e-Difa-e-Pakistan

کوئی ہمیں کیا خاک میں ملائے گا

ہم تو طبگار ہوتے ہیں صبح و شام شہادت کے

---()---

Koi Hamein Kya Khaak Mein Milaye Ga
Hum To Talabgar Hotay Hain Subah O Shaam Shahadat Ke


Happy-Defence's-Day-SMS-Quotes-Wishes-Poetry-Ideas-&-Greetings
Happy-Defence's-Day-SMS-Quotes-Wishes-Poetry-Ideas-&-Greetings

Dilon Mein HUB Watan Hai Agar To Aik Raho
Nikhaarna Yeh Chaman Hai Agar To Aik Raho


famous-defence-day-poetry-in-urdu
famous-defence-day-poetry-in-urdu

Mein Chup Tha Ke Barbaad Nah Ho Jaye Gulshan Ka Sukoon
Nadaan Yeh Samajh Baithy Ke Mujh Mein Qotِ Lalkaar Nahi


inspirational-defence-day-quotes-in-english
inspirational-defence-day-quotes-in-english

Watan Ki Sir Zamee Se Ishhq O Ulfat Hum Bhi Rakhtay Hain
Khatakti Jo Rahay Dil Mein Woh Hasrat Hum Bhi Rakhtay Hain

 

Post a Comment

0 Comments